उनसे रोज मिलने को दिल चाहता है,
कुछ सुनाने और सुनने को दिल चाहता है,
था किसी के मनाने का अंदाज़ ऐसा की,
एक बार रूठ जाने को दिल चाहता है.……
Saath agar doge muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah me kitne kante q na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…
Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai…
Tere husne ke hum diwane ho gaye
Tuhje apna banate banate hum khud se begane ho gaye
Na chod na mujhe tu aaye zalim
Tere kareeb aakar hum duniya se dur hogaye…
Nigahen aapki pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…
Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,
Kitna royenge hum bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge!
Pyar Ki Anokhi Murat Ho Tum,
Zindagi Ki Ek Zaruat Ho Tum,
Phool To Khoobsurat Hote Hi Hai,
Par Phoolo Se Bhi Khoobsurat Ho Tum.
Girti hui baarish ki bundon ko apne haton me samet lo,
jitna paani tum samet paye utna yaad tum humen karte ho,
jitna pani tum samet nahi paye, utna yaad hum tumhe karte hain..
Hum tanhaiyon se nahin,
Mehfil mehsion se dartein hain,
Hum zamane se nahin,
Apne aap se dartein hain,
Yun to bahut kuch khoya hai humne,
Par najane kyon aapko khone se dartein hai…
Mehfil mehsion se dartein hain,
Hum zamane se nahin,
Apne aap se dartein hain,
Yun to bahut kuch khoya hai humne,
Par najane kyon aapko khone se dartein hai…
Gham Mein Hasne Walon Ko Rulaya Nahi Jata
Lehron Se Pani Ko Hataya Nahi Jata
Honay Wale Ho Jate Hain Khud He Apne
Kisi Ko Keh Kar Apna Banaya Nahi Jata…
Lehron Se Pani Ko Hataya Nahi Jata
Honay Wale Ho Jate Hain Khud He Apne
Kisi Ko Keh Kar Apna Banaya Nahi Jata…
No comments:
Post a Comment